Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari, Urdu Ghazal By Hurmatul Ikaram

Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hurmatul Ikaram. Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ عالم ہے کہ ہر موج نفس ہے روح پر بھاری

حرمت الااکرام

وہ عالم ہے کہ ہر موج نفس ہے روح پر بھاری

خدا جانے یہ جینا ہے کہ جینے کی اداکاری

خدا وندا ترے ذوق عطا کو کیا کہے کوئی

ملی ہے ہم سے خفتہ قسمتوں کو دل کی بیداری

ڈراتا کیا دل سرکش کو احساس سزا لیکن

لرز جاتا ہے نام عفو سے ناز خطا کاری

نظر اٹھی کسی کی دل نے اک پیغام سا پایا

یہ لمحہ ہے کہ ہم اڑتی ہوئی سی کوئی چنگاری

اٹھائے زندگی کا بوجھ بڑھتا جا رہا ہوں میں

تمنائے سبکساری نہ احساس گرانباری

مٹائی جائے گی یہ مسکراتی ناچتی دنیا

ازل سے صرف اک دن کے لیے کیا کیا ہے تیاری

فرشتے رشک سے کیا کیا نہ تکتے ہیں اسے حرمتؔ

کوئی کرتا ہے پہلی بار جب عزم گنہ گاری

حرمت الااکرام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari

Hurmatul Ikaram

wo aalam hai ki har mauj-e-nafas hai ruh par bhaari
KHuda jaane ye jina hai ki jine ki adakari

KHuda-wanda tere zauq-e-ata ko kya kahe koi
mili hai hum se KHufta-qismaton ko dil ki bedari

Daraata kya dil-e-sarkash ko ehsas-e-saza lekin
laraz jata hai nam-e-afw se naz-e-KHata-kari

nazar uTThi kisi ki dil ne ek paigham sa paya
ye lamha hai ki hum uDti hui si koi chingari

uThae zindagi ka bojh baDhta ja raha hun main
tamanna-e-subuk-sari na ehsas-e-giranbari

miTai jaegi ye muskuraati nachti duniya
azal se sirf ek din ke liye kya kya hai tayyari

farishte rashk se kya kya na takte hain use 'hurmat'
koi karta hai pahli bar jab azm-e-gunahgari

(794) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari written by Hurmatul Ikaram at UrduPoint. Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari is one of the masterpieces written by Hurmatul Ikaram. You can also find the complete poetry collection of Hurmatul Ikaram by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hurmatul Ikaram' above.

Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Aalam Hai Ki Har Mauj-e-nafas Hai Ruh Par Bhaari, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.