Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main, Urdu Ghazal By Ibraheem Khaleel

Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibraheem Khaleel. Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے خیال کی جنت میں کھو گیا ہوں میں

ابراہیم خلیل

ترے خیال کی جنت میں کھو گیا ہوں میں

اب اپنے آپ کو رہ رہ کے ڈھونڈھتا ہوں میں

ہجوم شورش جلوہ سے آشنا ہوں میں

اک اجنبی سا الگ دور جا کھڑا ہوں میں

حریم ناز میں بے وقت آ گیا یہ بجا

حضور سوچیں تو کیا کوئی دوسرا ہوں میں

شب فراق میں اک آس لے کے وعدوں کی

چراغ اشک لئے راہ پر کھڑا ہوں میں

تشدد غم ہستی وہ دے کے سب نغمے

خلیلؔ آج تو اک ساز بے صدا ہوں میں

ابراہیم خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main

Ibraheem Khaleel

tere KHayal ki jannat mein kho gaya hun main
ab apne aap ko rah rah ke DhunDhta hun main

hujum-e-shorish-e-jalwa se aashna hun main
ek ajnabi sa alag dur ja khaDa hun main

harim-e-naz mein be-waqt aa gaya ye baja
huzur sochen to kya koi dusra hun main

shab-e-firaq mein ek aas le ke wadon ki
charagh-e-ashk liye rah par khaDa hun main

tashaddud gham-e-hasti wo de ke sab naghme
'KHalil' aaj to ek saz-e-be-sada hun main

(328) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main written by Ibraheem Khaleel at UrduPoint. Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main is one of the masterpieces written by Ibraheem Khaleel. You can also find the complete poetry collection of Ibraheem Khaleel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibraheem Khaleel' above.

Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere KHayal Ki Jannat Mein Kho Gaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.