Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin, Urdu Ghazal By Iffat Abbas

Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iffat Abbas. Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ جستجو میں بھٹک گئے تو کسی سے کوئی گلا نہیں

عفت عباس

رہ جستجو میں بھٹک گئے تو کسی سے کوئی گلا نہیں

کہ ہم اس کے ہو کے نہ جی سکے وہ ہمارا بن کے ملا نہیں

مرے فکر و فن پہ محیط ہے جو تصور ایک خدا‌ نما

ہے تلاش اس کی نہیں پتہ وہ خدا بھی ہے کہ خدا نہیں

جو ملی نہیں مجھے آگہی ہے مری نگاہ سے اجنبی

ہو رگ گلو سے قریب بھی تو یہی کہیں گے ملا نہیں

جو بصیر ہو وہ نظر بھی دے مجھے آگہی کا ہنر بھی دے

مگر اب تو میری خبر بھی دے کہ مجھے خود اپنا پتہ نہیں

ہیں شہابؔ میرے حواس گم کہ ہر ایک شب ہے شب دہم

جو بجھا تو بجھ کے ہی رہ گیا ہے چراغ پھر سے جلا نہیں

عفت عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin

Iffat Abbas

rah-e-justuju mein bhaTak gae to kisi se koi gila nahin
ki hum us ke ho ke na ji sake wo hamara ban ke mila nahin

mere fikr-o-fan pe muhit hai jo tasawwur ek KHuda-numa
hai talash us ki nahin pata wo KHuda bhi hai ki KHuda nahin

jo mili nahin mujhe aagahi hai meri nigah se ajnabi
ho rag-e-gulu se qarib bhi to yahi kahenge mila nahin

jo basir ho wo nazar bhi de mujhe aagahi ka hunar bhi de
magar ab tu meri KHabar bhi de ki mujhe KHud apna pata nahin

hain 'shahab' mere hawas gum ki har ek shab hai shab-e-dahum
jo bujha to bujh ke hi rah gaya hai charagh phir se jala nahin

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin written by Iffat Abbas at UrduPoint. Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin is one of the masterpieces written by Iffat Abbas. You can also find the complete poetry collection of Iffat Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iffat Abbas' above.

Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah-e-justuju Mein BhaTak Gae To Kisi Se Koi Gila Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.