Ye Tera Bankpan Ye Ranai, Urdu Ghazal By Iftikhar Jameel Shaheen

Ye Tera Bankpan Ye Ranai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Jameel Shaheen. Ye Tera Bankpan Ye Ranai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Tera Bankpan Ye Ranai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ترا بانکپن یہ رعنائی

افتخار جمیل شاہین

یہ ترا بانکپن یہ رعنائی

رشک مہتاب تیری زیبائی

حسن تیرا عجب کرشمہ ہے

ایک عالم بنا تماشائی

یاد آیا مجھے بدن تیرا

دور قوس قزح جو لہرائی

جب سے شمع وفا جلائی ہے

انجمن بن گئی ہے تنہائی

یوں گزرتے ہیں دیکھ کر مجھ کو

جیسے مجھ سے نہیں شناسائی

دیپ یادوں کے جل ہی جاتے ہیں

چھیڑ دیتی ہے جب بھی پروائی

نشتر غم نہ جس کو راس آیا

زیست اس کو کبھی نہ راس آئی

ایک روئے حسیں نظر آیا

اب چراغوں میں روشنی آئی

عشق کی خود سپردگی دیکھی

خود تماشا بنا تماشائی

افتخار جمیل شاہین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Tera Bankpan Ye Ranai

Iftikhar Jameel Shaheen

ye tera bankpan ye ranai
rashk-e-mahtab teri zebai

husn tera ajab karishma hai
ek aalam bana tamashai

yaad aaya mujhe badan tera
dur qaus-e-quzah jo lahrai

jab se sham-e-wafa jalai hai
anjuman ban gai hai tanhai

yun guzarte hain dekh kar mujh ko
jaise mujh se nahin shanasai

dip yaadon ke jal hi jate hain
chheD deti hai jab bhi purwai

nashtar-e-gham na jis ko ras aaya
zist us ko kabhi na ras aai

ek ru-e-hasin nazar aaya
ab charaghon mein raushni aai

ishq ki KHud-supurdagi dekhi
KHud tamasha bana tamashai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Tera Bankpan Ye Ranai written by Iftikhar Jameel Shaheen at UrduPoint. Ye Tera Bankpan Ye Ranai is one of the masterpieces written by Iftikhar Jameel Shaheen. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Jameel Shaheen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Jameel Shaheen' above.

Ye Tera Bankpan Ye Ranai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Tera Bankpan Ye Ranai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.