Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi, Urdu Ghazal By Iqbal Ejaz Baig

Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ejaz Baig. Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو گلی بھی تھی مرے شہر کی بڑی آفتوں میں گھری رہی

اقبال اعجاز بیگ

جو گلی بھی تھی مرے شہر کی بڑی آفتوں میں گھری رہی

کبھی کال چہروں کا پڑ گیا کبھی کھڑکیوں کی کمی رہی

جو گزرنے والے زمانے تھے بڑی خامشی سے گزر گئے

جو گھڑی بندھی تھی کلائی سے وہ کلائی ہی سے بندھی رہی

جو کواڑ بند پڑے ہوئے تھے وہ سارے کھلتے چلے گئے

مگر اک صدا مری دستکوں کی جو تیرے در پہ پڑی رہی

وہ جو پٹریاں تھیں چمک چمک کے کسی کی آنکھ میں بجھ گئیں

وہ جو ریل تھی کہیں رستے میں بڑی بے بسی سے کھڑی رہی

وہ جو دسترس میں تھا معجزہ اسے کوئی رستہ نہیں ملا

مرے ہاتھ میں تھی جو روشنی مرے ہاتھ ہی میں رکھی رہی

بڑا گہرا رشتہ ہے ابر کا مرے دل کی حالت زار سے

مری چھت پہ بارشیں بھی ہوئیں مری آنکھ میں بھی نمی رہی

اقبال اعجاز بیگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi

Iqbal Ejaz Baig

jo gali bhi thi mere shahr ki baDi aafaton mein ghiri rahi
kabhi kal chehron ka paD gaya kabhi khiDkiyon ki kami rahi

jo guzarne wale zamane the baDi KHamushi se guzar gae
jo ghaDi bandhi thi kalai se wo kalai hi se bandhi rahi

jo kiwaD band paDe hue the wo sare khulte chale gae
magar ek sada meri dastakon ki jo tere dar pe paDi rahi

wo jo paTriyan thin chamak chamak ke kisi ki aankh mein bujh gain
wo jo rail thi kahin raste mein baDi bebasi se khaDi rahi

wo jo dastaras mein tha moajiza use koi rasta nahin mila
mere hath mein thi jo raushni mere hath hi mein rakhi rahi

baDa gahra rishta hai abr ka mere dil ki haalat-e-zar se
meri chhat pe barishen bhi huin meri aankh mein bhi nami rahi

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi written by Iqbal Ejaz Baig at UrduPoint. Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi is one of the masterpieces written by Iqbal Ejaz Baig. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ejaz Baig by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ejaz Baig' above.

Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Gali Bhi Thi Mere Shahr Ki BaDi Aafaton Mein Ghiri Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.