KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha, Urdu Ghazal By Iqbal Sajid

KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Sajid. KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوف دل میں نہ ترے در کے گدا نے رکھا

اقبال ساجد

خوف دل میں نہ ترے در کے گدا نے رکھا

دن کو کشکول بھرا شب کو سرہانے رکھا

فکر معیار سخن باعث آزار ہوئی

تنگ رکھا تو ہمیں اپنی قبا نے رکھا

رات فٹ پاتھ پہ دن بھر کی تھکن کام آئی

اس کا بستر بھی کیا سر پہ بھی تانے رکھا

خوف آیا نہیں سانپوں کے گھنے جنگل میں

مجھ کو محفوظ مری ماں کی دعا نے رکھا

یہ الگ بات سمندر پہ وہ برسی ساجدؔ

اور کسی کھیت کو پیاسا نہ گھٹا نے رکھا

اقبال ساجد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha

Iqbal Sajid

KHauf dil mein na tere dar ke gada ne rakkha
din ko kashkol bhara shab ko sirhane rakkha

fikr-e-mear-e-suKHan bais-e-azar hui
tang rakkha to hamein apni qaba ne rakkha

raat footpath pe din bhar ki thakan kaam aai
us ka bistar bhi kya sar pe bhi tane rakkha

KHauf aaya nahin sanpon ke ghane jangal mein
mujh ko mahfuz meri man ki dua ne rakkha

ye alag baat samundar pe wo barsi 'sajid'
aur kisi khet ko pyasa na ghaTa ne rakkha

(378) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha written by Iqbal Sajid at UrduPoint. KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha is one of the masterpieces written by Iqbal Sajid. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Sajid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Sajid' above.

KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHauf Dil Mein Na Tere Dar Ke Gada Ne Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.