Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale, Urdu Ghazal By Irfan Abid

Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Abid. Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرا ہو کے بھی مجھے غیر بتانے والے

عرفان عابد

میرا ہو کے بھی مجھے غیر بتانے والے

آ کبھی دیکھ مجھے چھوڑ کے جانے والے

اس نئے سال میں کچھ بھی تو نہیں بدلا ہے

تیرا کہتے ہیں مجھے اب بھی زمانہ والے

تیرا اور میرا یہ قصہ بھی عجب قصہ ہے

رونے لگتے ہیں اسے سننے سنانے والے

میں نہ پاگل ہوں نہ بحثی ہوں نہ ہی متوالا

پھر بھی من بھر کے ستاتے ہیں ستانے والے

چند لوگوں نے محبت کا اڑایا تھا مذاق

اب محبت ہی بچی ہے نہ نبھانے والے

جانے والوں کا بھروسہ تو نہیں ہے عابدؔ

لوٹ آتے ہیں مگر لوٹ کے آنے والے

عرفان عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale

Irfan Abid

mera ho ke bhi mujhe ghair batane wale
aa kabhi dekh mujhe chhoD ke jaane wale

is nae sal mein kuchh bhi to nahin badla hai
tera kahte hain mujhe ab bhi zamane wale

tera aur mera ye qissa bhi ajab qissa hai
rone lagte hain use sunne sunane wale

main na pagal hun na bahsi hun na hi matwala
phir bhi man bhar ke satate hain satane wale

chand logon ne mohabbat ka uDaya tha mazaq
ab mohabbat hi bachi hai na nibhane wale

jaane walon ka bharosa to nahin hai 'abid'
lauT aate hain magar lauT ke aane wale

(642) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale written by Irfan Abid at UrduPoint. Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale is one of the masterpieces written by Irfan Abid. You can also find the complete poetry collection of Irfan Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Abid' above.

Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Ho Ke Bhi Mujhe Ghair Batane Wale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.