Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh, Urdu Ghazal By Irfan Abidi Mantvi

Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Abidi Mantvi. Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے خود کو جو ہے کیا خاموش

عرفان عابدی مانٹوی

میں نے خود کو جو ہے کیا خاموش

درد بھی ہو گیا مرا خاموش

جب مرے پاؤں میں تھکن نہ ملی

ہو گیا میرا راستہ خاموش

دے رہی تھی صدا محبت کی

ہو گئی ہے وہی صبا خاموش

اس کو سارے جواب ملتے تھے

میں سوالوں پہ جب رہا خاموش

زور طوفاں نے سب لگا ڈالا

پر ہوا نہ مرا دیا خاموش

بولنا میں بھی چاہتا تھا مگر

کچھ زبانوں نے کر دیا خاموش

موت کی کیا اسے ضرورت ہے

اب تو عرفانؔ ہو گیا خاموش

عرفان عابدی مانٹوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh

Irfan Abidi Mantvi

main ne KHud ko jo hai kiya KHamosh
dard bhi ho gaya mera KHamosh

jab mere panw mein thakan na mili
ho gaya mera rasta KHamosh

de rahi thi sada mohabbat ki
ho gai hai wahi saba KHamosh

us ko sare jawab milte the
main sawalon pe jab raha KHamosh

zor tufan ne sab laga Dala
par hua na mera diya KHamosh

bolna main bhi chahta tha magar
kuchh zabanon ne kar diya KHamosh

maut ki kya use zarurat hai
ab to 'irfan' ho gaya KHamosh

(581) ووٹ وصول ہوئے

You can read Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh written by Irfan Abidi Mantvi at UrduPoint. Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh is one of the masterpieces written by Irfan Abidi Mantvi. You can also find the complete poetry collection of Irfan Abidi Mantvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Abidi Mantvi' above.

Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine KHud Ko Jo Hai Kiya KHamosh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.