Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha, Urdu Ghazal By Ishaq Virdag

Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Virdag. Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں خالی گھر میں بھی تنہا نہیں تھا

اسحاق وردگ

میں خالی گھر میں بھی تنہا نہیں تھا

کہ جب تک آئنہ ٹوٹا نہیں تھا

سر آئینہ وہ چہرہ نہیں تھا

مگر یہ بات میں سمجھا نہیں تھا

جہاں سیراب ہوتی تھی مری روح

وہ صحرا تھا کوئی دریا نہیں تھا

مجھے اس موڑ پہ مارا گیا ہے

کہانی میں جہاں مرنا نہیں تھا

مری آنکھوں نے وہ آنسو بھی دیکھا

مری قسمت میں جو لکھا نہیں تھا

ہوئی تھی زندگی جب شہر میں گم

کسی کو کوئی رنج اس کا نہیں تھا

اسحاق وردگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha

Ishaq Virdag

main KHali ghar mein bhi tanha nahin tha
ki jab tak aaina TuTa nahin tha

sar-e-aina wo chehra nahin tha
magar ye baat main samjha nahin tha

jahan sairab hoti thi meri ruh
wo sahra tha koi dariya nahin tha

mujhe us moD pe mara gaya hai
kahani mein jahan marna nahin tha

meri aankhon ne wo aansu bhi dekha
meri qismat mein jo likkha nahin tha

hui thi zindagi jab shahr mein gum
kisi ko koi ranj is ka nahin tha

(584) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha written by Ishaq Virdag at UrduPoint. Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha is one of the masterpieces written by Ishaq Virdag. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Virdag by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Virdag' above.

Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Khaali Ghar Mein Bhi Tanha Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.