Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain, Urdu Ghazal By Ishaq Virdag

Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Virdag. Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم خاک بہ سر گرد سفر ڈھونڈ رہے ہیں

اسحاق وردگ

ہم خاک بہ سر گرد سفر ڈھونڈ رہے ہیں

اور لوگ سمجھتے ہیں کہ گھر ڈھونڈ رہے ہیں

دیوانوں کے مانند مرے شہر کے سب لوگ

دستار کے قابل کوئی سر ڈھونڈ رہے ہیں

اب شام ہے تو شہر میں گاؤں کے پرندے

رہنے کے لیے کوئی شجر ڈھونڈ رہے ہیں

جو دل کے نہاں خانوں میں رہتا ہے ہمیشہ

یہ لوگ اسے آج کدھر ڈھونڈ رہے ہیں

گلیوں میں جو پھرتے ہیں یہ مانوس سے چہرے

ڈھلتی ہوئی تہذیب کے گھر ڈھونڈ رہے ہیں

افسردہ سے چہروں پہ بڑی دیر سے ہم لوگ

اک کھویا ہوا دست ہنر ڈھونڈ رہے ہیں

اسحاق وردگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain

Ishaq Virdag

hum KHak-ba-sar gard-e-safar DhunD rahe hain
aur log samajhte hain ki ghar DhunD rahe hain

diwanon ke manind mare shahr ke sab log
dastar ke qabil koi sar DhunD rahe hain

ab sham hai to shahr mein ganw ke parinde
rahne ke liye koi shajar DhunD rahe hain

jo dil ke nihan-KHanon mein rahta hai hamesha
ye log use aaj kidhar DhunD rahe hain

galiyon mein jo phirte hain ye manus se chehre
Dhalti hui tahzib ke ghar DhunD rahe hain

afsurda se chehron pe baDi der se hum log
ek khoya hua dast-e-hunar DhunD rahe hain

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain written by Ishaq Virdag at UrduPoint. Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain is one of the masterpieces written by Ishaq Virdag. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Virdag by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Virdag' above.

Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum KHak-ba-sar Gard-e-safar DhunD Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.