Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai, Urdu Ghazal By Ishaq Virdag

Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Virdag. Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے لیے تو یہ بے کار ہونے والا ہے

اسحاق وردگ

مرے لیے تو یہ بے کار ہونے والا ہے

یہ دل کہ درد سے بیزار ہونے والا ہے

میں اس سے خواب کے رستے پہ ملنے آیا ہوں

مگر وہ نیند سے بیدار ہونے والا ہے

جو فیصلہ سر دربار ہونے والا تھا

وہ فیصلہ پس دیوار ہونے والا ہے

سنا ہے یوسف ثانی وہاں نہیں آیا

سنا ہے ختم وہ بازار ہونے والا ہے

وہ جس کے ہاتھ سے قصے نے موت پائی ہے

سنا ہے صاحب کردار ہونے والا ہے

اسحاق وردگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai

Ishaq Virdag

mere liye to ye bekar hone wala hai
ye dil ki dard se bezar hone wala hai

main us se KHwab ke raste pe milne aaya hun
magar wo nind se bedar hone wala hai

jo faisla sar-e-darbar hone wala tha
wo faisla pas-e-diwar hone wala hai

suna hai yusuf-e-sani wahan nahin aaya
suna hai KHatm wo bazar hone wala hai

wo jis ke hath se qisse ne maut pai hai
suna hai sahab-e-kirdar hone wala hai

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai written by Ishaq Virdag at UrduPoint. Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai is one of the masterpieces written by Ishaq Virdag. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Virdag by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Virdag' above.

Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Liye To Ye Bekar Hone Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.