Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya, Urdu Ghazal By Jameel Ahmad Jameel

Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Ahmad Jameel. Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے دل سے وفا کا یقین چھوٹ گیا

جمیل احمد جمیل

ہمارے دل سے وفا کا یقین چھوٹ گیا

مکاں کی قید سے آخر مکین چھوٹ گیا

میں اپنے شعر اسی کو سنانے آیا تھا

جو ایک شخص پس سامعین چھوٹ گیا

ثبوت قتل مٹا کر وہ مطمئن تھا بہت

لہو کا داغ سر آستین چھوٹ گیا

اسی سے ہے شجر سایہ دار کی امید

وہ ایک دانہ جو زیر زمین چھوٹ گیا

تمہارے بعد مرے دل کی کیا حقیقت ہے

یہ وہ انگوٹھی ہے جس کا نگین چھوٹ گیا

جمیلؔ میرے لئے وقت کے مورخ نے

لکھا تھا شاہ مگر حرف شین چھوٹ گیا

جمیل احمد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya

Jameel Ahmad Jameel

hamare dil se wafa ka yaqin chhuT gaya
makan ki qaid se aaKHir makin chhuT gaya

main apne sher usi ko sunane aaya tha
jo ek shaKHs pas-e-samain chhuT gaya

subut-e-qatl miTa kar wo mutmain tha bahut
lahu ka dagh sar-e-astin chhuT gaya

usi se hai shajar-e-saya-dar ki ummid
wo ek dana jo zer-e-zamin chhuT gaya

tumhaare baad mere dil ki kya haqiqat hai
ye wo anguThi hai jis ka nagin chhuT gaya

'jamil' mere liye waqt ke moarriKH ne
likha tha shah magar harf-e-shin chhuT gaya

(541) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya written by Jameel Ahmad Jameel at UrduPoint. Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya is one of the masterpieces written by Jameel Ahmad Jameel. You can also find the complete poetry collection of Jameel Ahmad Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Ahmad Jameel' above.

Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Dil Se Wafa Ka Yaqin ChhuT Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.