Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain, Urdu Ghazal By Javed Akhtar Azad

Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Akhtar Azad. Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عمل کی راہ میں دشواریاں بھی ہوتی ہیں

جاوید اختر آزاد

عمل کی راہ میں دشواریاں بھی ہوتی ہیں

کبھی یقیں کبھی خوش فہمیاں بھی ہوتی ہیں

بیاض دل پہ کبھی دستخط نہیں کرنا

کہ خاکساری میں رسوائیاں بھی ہوتی ہیں

مذاکروں ہی سے ہوتے ہیں حل مسائل کے

قیام امن میں خونریزیاں بھی ہوتی ہیں

پلٹ کے پھر نہیں دیکھا اداس لمحوں کو

شکستہ راہ میں پرچھائیاں بھی ہوتی ہیں

یوں بعد فتح نہیں رہنا خواب غفلت میں

محاذ جنگ میں پسپائیاں بھی ہوتی ہیں

جاوید اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain

Javed Akhtar Azad

amal ki rah mein dushwariyan bhi hoti hain
kabhi yaqin kabhi KHush-fahmiyan bhi hoti hain

bayaz-e-dil pe kabhi dastaKHat nahin karna
ki KHaksari mein ruswaiyan bhi hoti hain

muzakaron hi se hote hain hal masail ke
qayam-e-amn mein KHun-reziyan bhi hoti hain

palaT ke phir nahin dekha udas lamhon ko
shikasta rah mein parchhaiyan bhi hoti hain

yun baad-e-fath nahin rahna KHwab-e-ghaflat mein
mahaz-e-jang mein paspaiyan bhi hoti hain

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain written by Javed Akhtar Azad at UrduPoint. Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain is one of the masterpieces written by Javed Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Javed Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Akhtar Azad' above.

Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Amal Ki Rah Mein Dushwariyan Bhi Hoti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.