Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بے گھری یہ سمندر یہ روشنی دل کی

جاوید ناصر

یہ بے گھری یہ سمندر یہ روشنی دل کی

اکیلے بیٹھ کے سوچا کیے ہیں محفل کی

گھڑی جو بیت گئی اس کا بھی شمار کیا

نصاب جاں میں تری خامشی بھی شامل کی

میں حق پرست ہوں لیکن مجھے بھی حیرت ہے

شکست، وہ بھی اسی دور میں ہو باطل کی؟

ہمارا دور مکمل نہیں ہوا لیکن

تلاش راہ نہ کوئی طلب ہے منزل کی

سجھائی دے نہ سکا راستہ خیالوں کا

دکھائی دے نہ سکی روشنی مقابل کی

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki

Javed Nasir

ye be-ghari ye samundar ye raushni dil ki
akele baiTh ke socha kiye hain mahfil ki

ghaDi jo bit gai us ka bhi shumar kiya
nisab-e-jaan mein teri KHamushi bhi shamil ki

main haq-parast hun lekin mujhe bhi hairat hai
shikast, wo bhi isi daur mein ho baatil ki?

hamara daur mukammal nahin hua lekin
talash-e-rah na koi talab hai manzil ki

sujhai de na saka rasta KHayalon ka
dikhai de na saki raushni muqabil ki

(578) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki written by Javed Nasir at UrduPoint. Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Be-ghari Ye Samundar Ye Raushni Dil Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.