Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe, Urdu Ghazal By Jiya Lal Datt Rafeeq

Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jiya Lal Datt Rafeeq. Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گم کر لے اپنے جلوؤں میں تو سربسر مجھے

جیا لعل دت رفیق

گم کر لے اپنے جلوؤں میں تو سربسر مجھے

میری خبر تجھے نہ ہو تیری خبر مجھے

مرضی ہے اس کی خار ہوں پھولوں کے ساتھ ساتھ

الفت کے ساتھ دے دیا درد جگر مجھے

اک لذت وصال سے دل کو سکوں کہاں

کچھ اس سے بھی بلند عطا ہو نظر مجھے

کس بوتے پہ میں قوت پرواز مانگتا

پہلے بنا نہ دیتے جو ایک مشت پر مجھے

جب بھی تجھے نہ خواب میں میں دیکھ لوں رفیقؔ

تاریک مہر و ماہ بھی آتے نظر مجھے

جیا لعل دت رفیق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe

Jiya Lal Datt Rafeeq

gum kar le apne jalwon mein tu sar-basar mujhe
meri KHabar tujhe na ho teri KHabar mujhe

marzi hai us ki KHar hon phulon ke sath sath
ulfat ke sath de diya dard-e-jigar mujhe

ek lazzat-e-visal se dil ko sukun kahan
kuchh is se bhi buland ata ho nazar mujhe

kis bute pe main quwwat-e-parwaz mangta
pahle bana na dete jo ek musht par mujhe

jab bhi tujhe na KHwab mein main dekh lun 'rafiq'
tarik mehr-o-mah bhi aate nazar mujhe

(397) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe written by Jiya Lal Datt Rafeeq at UrduPoint. Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe is one of the masterpieces written by Jiya Lal Datt Rafeeq. You can also find the complete poetry collection of Jiya Lal Datt Rafeeq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jiya Lal Datt Rafeeq' above.

Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gum Kar Le Apne Jalwon Mein Tu Sar-basar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.