Gane Mein Kuchh Nahin, Urdu Nazam By Khalid Irfan

Gane Mein Kuchh Nahin is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khalid Irfan. Gane Mein Kuchh Nahin comes under the Funny category of Urdu Nazam. You can read Gane Mein Kuchh Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گانے میں کچھ نہیں

خالد عرفان

میں شعر گائے دیتا ہوں گانے میں کچھ نہیں

شہرت ملے تو ہاتھ نچانے میں کچھ نہیں

اس نے مجھے وزیر خزانہ بنا دیا

اس وقت جب وطن کے خزانے میں کچھ نہیں

لوٹا ہے میرے گھر میں بس اک کام کے لیے

ورنہ تمہارے ہاتھ دھلانے میں کچھ نہیں

تم پہلے میرے ناخن تدبیر دیکھ لو

مجھ کو تمہاری پیٹھ کھجانے میں کچھ نہیں

خالد عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gane Mein Kuchh Nahin

Khalid Irfan

main sher gae deta hun gane mein kuchh nahin
shohrat mile to hath nachane mein kuchh nahin

us ne mujhe wazeer-e-KHazana bana diya
us waqt jab watan ke KHazane mein kuchh nahin

loTa hai mere ghar mein bas ek kaam ke liye
warna tumhaare hath dhulane mein kuchh nahin

tum pahle mere naKHun-e-tadbir dekh lo
mujh ko tumhaari piTh khujaane mein kuchh nahin

(1081) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gane Mein Kuchh Nahin written by Khalid Irfan at UrduPoint. Gane Mein Kuchh Nahin is one of the masterpieces written by Khalid Irfan. You can also find the complete poetry collection of Khalid Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Irfan' above.

Gane Mein Kuchh Nahin is a widely read Urdu Nazam. If you like Gane Mein Kuchh Nahin, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Funny Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.