Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi, Urdu Ghazal By Khurshid Talab

Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Talab. Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جنوں کے معرکے اتنے نہیں آسان بھی

خورشید طلب

یہ جنوں کے معرکے اتنے نہیں آسان بھی

سوچ لینا اس میں جا سکتی ہے تیری جان بھی

روشنی بھی چاہئے تازہ ہوا کے ساتھ ساتھ

کھڑکیاں رکھتا ہوں اپنے گھر میں روشن دان بھی

زندگی میں جو تمہیں خود سے زیادہ تھے عزیز

ان سے ملنے کیا کبھی جاتے ہو قبرستان بھی

گاؤں کی پگڈنڈیاں پکی سڑک سے جا ملیں

تنگ گلیوں میں بدل کر رہ گئے میدان بھی

پاسبان عقل نے تو مجھ کو سمجھایا بہت

تھا مگر پہلو میں میرے دل سا اک نادان بھی

خشک ہیں دریا سمندر کٹ گئے جنگل تمام

ریت سے خالی ہوئے جاتے ہیں ریگستان بھی

میرے لفظوں کے اجالے ماند پڑتے جائیں گے

دھند میں کھو جائے گی اک دن مری پہچان بھی

خود کو کیسے قتل ہونے سے بچاتا میں طلبؔ

رات میرے گھر میں اک قاتل تھا اور مہمان بھی

خورشید طلب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi

Khurshid Talab

ye junun ke marke itne nahin aasan bhi
soch lena is mein ja sakti hai teri jaan bhi

raushni bhi chahiye taza hawa ke sath sath
khiDkiyan rakhta hun apne ghar mein roshan-dan bhi

zindagi mein jo tumhein KHud se ziyaada the aziz
un se milne kya kabhi jate ho qabristan bhi

ganw ki pagDanDiyan pakki saDak se ja milin
tang galiyon mein badal kar rah gae maidan bhi

pasban-e-aql ne to mujh ko samjhaya bahut
tha magar pahlu mein mere dil sa ek nadan bhi

KHushk hain dariya samundar kaT gae jangal tamam
ret se KHali hue jate hain registan bhi

mere lafzon ke ujale mand paDte jaenge
dhund mein kho jaegi ek din meri pahchan bhi

KHud ko kaise qatl hone se bachata mein 'talab'
raat mere ghar mein ek qatil tha aur mehman bhi

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi written by Khurshid Talab at UrduPoint. Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi is one of the masterpieces written by Khurshid Talab. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Talab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Talab' above.

Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.