Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho, Urdu Ghazal By Khurshidul Islam

Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshidul Islam. Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس سے پہلے کہ غم کون و مکاں کو سمجھو

خورشید الاسلام

اس سے پہلے کہ غم کون و مکاں کو سمجھو

ہو سکے گر تو مرے غم کی زباں کو سمجھو

لفظ و معنی سے الگ ہے مرے احساس کا رنگ

ہو سکے تم سے تو انداز بیاں کو سمجھو

حسن ہے وہم محبت بھی گماں ہے لیکن

دل یہ کہتا ہے کہ ہر وہم و گماں کو سمجھو

تم سمجھتے ہی نہیں رنگ شکستہ کی زباں

کون کہتا ہے کہ تم میری فغاں کو سمجھو

ہے غم سود و زیاں فکر و نظر کی پستی

آگہی یہ ہے کہ آشوب جہاں کو سمجھو

خورشید الاسلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho

Khurshidul Islam

is se pahle ki gham-e-kaun-o-makan ko samjho
ho sake gar to mere gham ki zaban ko samjho

lafz-o-mani se alag hai mere ehsas ka rang
ho sake tum se to andaz-e-bayan ko samjho

husn hai wahm-e-mohabbat bhi guman hai lekin
dil ye kahta hai ki har wahm-o-guman ko samjho

tum samajhte hi nahin rang-e-shikasta ki zaban
kaun kahta hai ki tum meri fughan ko samjho

hai gham-e-sud-o-ziyan fikr-o-nazar ki pasti
aagahi ye hai ki aashob-e-jahan ko samjho

(627) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho written by Khurshidul Islam at UrduPoint. Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho is one of the masterpieces written by Khurshidul Islam. You can also find the complete poetry collection of Khurshidul Islam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshidul Islam' above.

Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Se Pahle Ki Gham-e-kaun-o-makan Ko Samjho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.