Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain, Urdu Ghazal By Khurshidul Islam

Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshidul Islam. Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری نظر میں دوستو جس شہر کے گلزار ہیں

خورشید الاسلام

میری نظر میں دوستو جس شہر کے گلزار ہیں

سبزہ بڑا سرکش ہے واں اور سرد خوش رفتار ہیں

شاخیں ہیں واں آراستہ اور گل ہیں واں نو خاستہ

پیالے ہیں جن کے مدھ بھرے اور پیرہن زر کار ہیں

ہر ہر قدم پر خوب رو آرام جاں اور کام جو

آنکھوں میں غنچوں کی چٹک چہرے غضب گلنار ہیں

جتنے یہ کم آمیز ہیں اتنے ہی شوق انگیز ہیں

ظاہر میں جتنے سخت ہیں اتنے ہی کم آزار ہیں

ان کی نگہ کا صاعقہ کرتا ہے کار لائقہ

چکھیں جو اس کا ذائقہ ساتوں سمندر پار ہیں

حرف غلط دین کہن سارے حجابات بدن

آزاد ہیں سب مرد و زن سب آدمی سب یار ہیں

جاگے ہوئے ہیں میکدے ہر کفر و ایماں سے پرے

بکھری ہوئی تسبیح ہے ٹوٹے ہوئے زنار ہیں

خورشید الاسلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain

Khurshidul Islam

meri nazar mein dosto jis shahr ke gulzar hain
sabza baDa sarkash hai wan aur sard KHush-raftar hain

shaKHen hain wan aarasta aur gul hain wan nau-KHasta
pyale hain jin ke madh-bhare aur pairahan zar-kar hain

har har qadam par KHub-ru aaram-e-jaan aur kaam-ju
aankhon mein ghunchon ki chaTak chehre ghazab gulnar hain

jitne ye kam-amez hain itne hi shauq-angez hain
zahir mein jitne saKHt hain itne hi kam-azar hain

un ki nigah ka saiqa karta hai kar-e-laiqa
chakkhen jo us ka zaiqa saton samundar par hain

harf-e-ghalat din-e-kuhan sare hijabaat-e-badan
aazad hain sab mard-o-zan sab aadmi sab yar hain

jage hue hain mai-kade har kufr-o-iman se pare
bikhri hui tasbih hai TuTe hue zunnar hain

(557) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain written by Khurshidul Islam at UrduPoint. Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain is one of the masterpieces written by Khurshidul Islam. You can also find the complete poetry collection of Khurshidul Islam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshidul Islam' above.

Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazar Mein Dosto Jis Shahr Ke Gulzar Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.