Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai, Urdu Ghazal By Khurshidul Islam

Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshidul Islam. Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس شور جہنم میں فضا ڈوب چلی ہے

خورشید الاسلام

کس شور جہنم میں فضا ڈوب چلی ہے

دل دھڑکے ہے سینے میں نوا ڈوب چلی ہے

وہ خون کی موجیں ہیں ہر اک سو کہ کمر تک

فرخندہ جمالوں کی قبا ڈوب چلی ہے

وہ حبس کا عالم ہے کہ ہر سانس ہے گھائل

کیا ذکر ہوا نبض‌ ہوا ڈوب چلی ہے

کیا جانئے کس گوشے سے امڈی ہے سیاہی

کیا کہئے کہ کرنوں کی ردا ڈوب چلی ہے

اس شور میں کیا کوئی سنے گا مری آواز

جس شور میں ماتم کی صدا ڈوب چلی ہے

خورشید الاسلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai

Khurshidul Islam

kis shor-e-jahannum mein faza Dub chali hai
dil dhaDke hai sine mein nawa Dub chali hai

wo KHun ki maujen hain har ek su ki kamar tak
farKHanda jamalon ki qaba Dub chali hai

wo habs ka aalam hai ki har sans hai ghayal
kya zikr hua nabz-e-hawa Dub chali hai

kya jaaniye kis goshe se umDi hai siyahi
kya kahiye ki kirnon ki rida Dub chali hai

is shor mein kya koi sunega meri aawaz
jis shor mein matam ki sada Dub chali hai

(637) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai written by Khurshidul Islam at UrduPoint. Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai is one of the masterpieces written by Khurshidul Islam. You can also find the complete poetry collection of Khurshidul Islam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshidul Islam' above.

Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Shor-e-jahannum Mein Faza Dub Chali Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.