Dil To Karta Hai KHair Karta Hai, Urdu Ghazal By Kumar Vishwas

Dil To Karta Hai KHair Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kumar Vishwas. Dil To Karta Hai KHair Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil To Karta Hai KHair Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل تو کرتا ہے خیر کرتا ہے

کمار وشواس

دل تو کرتا ہے خیر کرتا ہے

آپ کا ذکر غیر کرتا ہے

کیوں نہ میں دل سے دوں دعا اس کو

جبکہ وہ مجھ سے بیر کرتا ہے

آپ تو ہو بہ ہو وہی ہیں جو

میرے سپنوں میں سیر کرتا ہے

عشق کیوں آپ سے یہ دل میرا

مجھ سے پوچھے بغیر کرتا ہے

ایک ذرہ دعائیں ماں کی لے

آسمانوں کی سیر کرتا ہے

کمار وشواس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil To Karta Hai KHair Karta Hai

Kumar Vishwas

dil to karta hai KHair karta hai
aap ka zikr ghair karta hai

kyun na main dil se dun dua us ko
jabki wo mujh se bair karta hai

aap to hu-ba-hu wahi hain jo
mere sapnon mein sair karta hai

ishq kyun aap se ye dil mera
mujh se puchhe baghair karta hai

ek zarra duaen man ki le
aasmanon ki sair karta hai

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil To Karta Hai KHair Karta Hai written by Kumar Vishwas at UrduPoint. Dil To Karta Hai KHair Karta Hai is one of the masterpieces written by Kumar Vishwas. You can also find the complete poetry collection of Kumar Vishwas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Vishwas' above.

Dil To Karta Hai KHair Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil To Karta Hai KHair Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.