Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe, Urdu Ghazal By Kunwar Bechain

Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kunwar Bechain. Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرح مل کہ ملاقات ادھوری نہ رہے

کنور بے چین

اس طرح مل کہ ملاقات ادھوری نہ رہے

زندگی دیکھ کوئی بات ادھوری نہ رہے

بادلوں کی طرح آئے ہو تو کھل کر برسو

دیکھو اس بار کی برسات ادھوری نہ رہے

میرا ہر اشک چلا آیا براتی بن کر

جس سے یہ درد کی بارات ادھوری نہ رہے

پاس آ جانا اگر چاند کبھی چھپ جائے

میرے جیون کی کوئی رات ادھوری نہ رہے

میری کوشش ہے کہ میں اس سے کچھ ایسے بولوں

لفظ نکلے نہ کوئی بات ادھوری نہ رہے

تجھ پہ دل ہے تو کنورؔ دے دے کسی کے دل کو

جس سے دل کی بھی یہ سوغات ادھوری نہ رہے

کنور بے چین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe

Kunwar Bechain

is tarah mil ki mulaqat adhuri na rahe
zindagi dekh koi baat adhuri na rahe

baadalon ki tarah aae ho to khul kar barso
dekho is bar ki barsat adhuri na rahe

mera har ashk chala aaya baraati ban kar
jis se ye dard ki baraat adhuri na rahe

pas aa jaana agar chand kabhi chhup jae
mere jiwan ki koi raat adhuri na rahe

meri koshish hai ki main us se kuchh aise bolun
lafz nikle na koi baat adhuri na rahe

tujh pe dil hai to 'kunwar' de de kisi ke dil ko
jis se dil ki bhi ye saughat adhuri na rahe

(726) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe written by Kunwar Bechain at UrduPoint. Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe is one of the masterpieces written by Kunwar Bechain. You can also find the complete poetry collection of Kunwar Bechain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kunwar Bechain' above.

Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tarah Mil Ki Mulaqat Adhuri Na Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.