Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare, Urdu Ghazal By Mahmood Zaki

Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Zaki. Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری نظر کے اشاروں کی بات کون کرے

محمود زکی

تیری نظر کے اشاروں کی بات کون کرے

زمیں پہ رہ کے ستاروں کی بات کون کرے

ہمیں ہیں راس تھپیڑے ہی تند موجوں کے

اداس اداس کناروں کی بات کون کرے

بڑھے نہ ان سے کہیں اور دل کی ویرانی

خزاں کے دن ہیں بہاروں کی بات کون کرے

شعور فکر و نظر سے ہے اب جہاں روشن

فلک کے چاند ستاروں کی بات کون کرے

ابھی ہیں ان کے لبوں پر مسرتیں رقصاں

غم حیات کے ماروں کی بات کون کرے

کسے ہے فرصت نظارگی نصیب ذکیؔ

کسی کے شوخ نظاروں کی بات کون کرے

محمود زکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare

Mahmood Zaki

teri nazar ke ishaaron ki baat kaun kare
zamin pe rah ke sitaron ki baat kaun kare

hamein hain ras thapeDe hi tund maujon ke
udas udas kinaron ki baat kaun kare

baDhe na un se kahin aur dil ki virani
KHizan ke din hain bahaaron ki baat kaun kare

shuur-e-fikr-o-nazar se hai ab jahan raushan
falak ke chand sitaron ki baat kaun kare

abhi hain un ke labon par masarraten raqsan
gham-e-hayat ke maron ki baat kaun kare

kise hai fursat-e-nazzargi nasib 'zaki'
kisi ke shoKH nazaron ki baat kaun kare

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare written by Mahmood Zaki at UrduPoint. Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare is one of the masterpieces written by Mahmood Zaki. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Zaki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Zaki' above.

Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Nazar Ke Ishaaron Ki Baat Kaun Kare, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.