Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe, Urdu Ghazal By Maikash Amrohvi

Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maikash Amrohvi. Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

امیر شہر کو جھک کر سلام کرتے رہے

میکش امروہوی

امیر شہر کو جھک کر سلام کرتے رہے

تمام عمر غلامی غلام کرتے رہے

گزر گئے ہیں اسی طرح دھوپ چھاؤں کے دن

جو کام کرنے تھے ہم تو وہ کام کرتے رہے

اندھیری رات کے چہرے کا سر قلم کر کے

ہم اپنے گھر میں اجالے تمام کرتے رہے

تجھے تو ہم نے کئی زاویوں سے پرکھا ہے

اسی لئے تو ترا احترام کرتے رہے

یہی نہیں کہ فقط ہم نے تجھ کو یاد کیا

غزل کے شعر بھی ہم تیرے نام کرتے رہے

میکش امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe

Maikash Amrohvi

amir-e-shahr ko jhuk kar salam karte rahe
tamam umr ghulami ghulam karte rahe

guzar gae hain isi tarah dhup chhanw ke din
jo kaam karne the hum to wo kaam karte rahe

andheri raat ke chehre ka sar qalam kar ke
hum apne ghar mein ujale tamam karte rahe

tujhe to hum ne kai zawiyon se parkha hai
isi liye to tera ehtiram karte rahe

yahi nahin ki faqat hum ne tujh ko yaad kiya
ghazal ke sher bhi hum tere nam karte rahe

(390) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe written by Maikash Amrohvi at UrduPoint. Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe is one of the masterpieces written by Maikash Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Maikash Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maikash Amrohvi' above.

Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Amir-e-shahr Ko Jhuk Kar Salam Karte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.