Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna, Urdu Ghazal By Manmohan Aalam

Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manmohan Aalam. Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس گزرتے وقت کی یہ ترجمانی دیکھنا

منموہن عالم

اس گزرتے وقت کی یہ ترجمانی دیکھنا

میں ضعیفی دیکھتا ہوں تم جوانی دیکھنا

کس قدر ہے ناتواں کہ ایک تنکے کی طرح

وقت کے دریا میں بہتی زندگانی دیکھنا

آج پھر آوارگی میں سوئے صحرا جو گیا

آپ اس کی آج قسمت آزمائی دیکھنا

ہم سمجھتے ہیں محبت کا ہے جو مطلب مگر

دل پہ کہتا ہے کہ پھر اس کے معانی دیکھنا

میں تمہاری مسکراہٹ دیکھنے آ جاؤں گا

تم کبھی آ کر مری آنکھوں میں پانی دیکھنا

منموہن عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna

Manmohan Aalam

is guzarte waqt ki ye tarjumani dekhna
main zaifi dekhta hun tum jawani dekhna

kis qadar hai na-tawan ki ek tinke ki tarah
waqt ke dariya mein bahti zindagani dekhna

aaj phir aawargi mein su-e-sahra jo gaya
aap us ki aaj qismat-azmai dekhna

hum samajhte hain mohabbat ka hai jo matlab magar
dil pe kahta hai ki phir us ke maani dekhna

main tumhaari muskurahaT dekhne aa jaunga
tum kabhi aa kar meri aankhon mein pani dekhna

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna written by Manmohan Aalam at UrduPoint. Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna is one of the masterpieces written by Manmohan Aalam. You can also find the complete poetry collection of Manmohan Aalam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manmohan Aalam' above.

Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Guzarte Waqt Ki Ye Tarjumani Dekhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.