Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon, Urdu Ghazal By Maqsood Nashtari

Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqsood Nashtari. Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حائل ہیں مری راہ میں یہ دیر و حرم کیوں

مقصود نشتری

حائل ہیں مری راہ میں یہ دیر و حرم کیوں

بڑھتا ہوں تو ہر گام پہ رکتے ہیں قدم کیوں

جو حق کی حمایت میں نکل آتا ہے گھر سے

اس مرد مجاہد کو ہو اندیشۂ غم کیوں

یہ رہبر منزل ہیں نشاں ان سے ملے گا

راہوں سے مٹاتے ہو مرے نقش قدم کیوں

محفل کی نگاہیں تو ہیں مرکوز انہیں پر

خاموش نظر آتے ہیں آذر کے صنم کیوں

میں نے انہیں اپنا کہا اپنا ہی تو سمجھا

وہ چاہتے ہیں کرنا مرے سر کو قلم کیوں

جو بات بھی حق ہوگی وہی بات کہیں گے

منصف سے کریں ہم کوئی امید کرم کیوں

صد شکر کہ تو نے مجھے انسان بنایا

غم ہی مری قسمت ہے تو یہ بھی مجھے کم کیوں

قدرت نے تمہیں عیش و مسرت سے نوازا

مقصودؔ نظر آتے ہو بادیدۂ نم کیوں

مقصود نشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon

Maqsood Nashtari

hail hain meri rah mein ye dair-o-haram kyon
baDhta hun to har gam pe rukte hain qadam kyon

jo haq ki himayat mein nikal aata hai ghar se
us mard-e-mujahid ko ho andesha-e-gham kyon

ye rahbar-e-manzil hain nishan in se milega
rahon se miTate ho mere naqsh-e-qadam kyon

mahfil ki nigahen to hain markuz unhin par
KHamosh nazar aate hain aazar ke sanam kyon

main ne unhen apna kaha apna hi to samjha
wo chahte hain karna mere sar ko qalam kyon

jo baat bhi haq hogi wahi baat kahenge
munsif se karen hum koi ummid-e-karam kyon

sad-shukr ki tu ne mujhe insan banaya
gham hi meri qismat hai to ye bhi mujhe kam kyon

qudrat ne tumhein aish-o-masarrat se nawaza
'maqsud' nazar aate ho ba-dida-e-nam kyon

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon written by Maqsood Nashtari at UrduPoint. Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon is one of the masterpieces written by Maqsood Nashtari. You can also find the complete poetry collection of Maqsood Nashtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqsood Nashtari' above.

Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hail Hain Meri Rah Mein Ye Dair-o-haram Kyon, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.