Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai, Urdu Ghazal By Masoom Ansari

Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masoom Ansari. Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بے امان سہی پھر بھی یہ گمان تو ہے

معصوم انصاری

میں بے امان سہی پھر بھی یہ گمان تو ہے

زمیں ہے پاؤں تلے سر پہ آسمان تو ہے

ہر ایک لمحہ کسی تیر کا ہے ڈر لیکن

میں مطمئن ہوں کہ میرے پروں میں جان تو ہے

میں اس طرح در و دیوار سے ہوں بیگانہ

کہ گھر نہیں نہ سہی گھر کا اک نشان تو ہے

میں اپنی کشتئ امید سے نہیں مایوس

پھٹا پرانا سہی پھر بھی بادبان تو ہے

میں اپنی ذات سے باہر نکل کے سوچتا ہوں

نہیں ہے ربط مگر میرا خاندان تو ہے

چراغ جاں کا مقدر ہو جو بھی اے معصومؔ

ہوا کے سامنے مصروف امتحان تو ہے

معصوم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai

Masoom Ansari

main be-aman sahi phir bhi ye guman to hai
zamin hai panw tale sar pe aasman to hai

har ek lamha kisi tir ka hai Dar lekin
main mutmain hun ki mere paron mein jaan to hai

main is tarah dar-o-diwar se hun begana
ki ghar nahin na sahi ghar ka ek nishan to hai

main apni kashti-e-ummid se nahin mayus
phaTa purana sahi phir bhi baadban to hai

main apni zat se bahar nikal ke sochta hun
nahin hai rabt magar mera KHandan to hai

charagh-e-jaan ka muqaddar ho jo bhi ai 'masum'
hawa ke samne masruf-e-imtihan to hai

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai written by Masoom Ansari at UrduPoint. Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai is one of the masterpieces written by Masoom Ansari. You can also find the complete poetry collection of Masoom Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masoom Ansari' above.

Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Be-aman Sahi Phir Bhi Ye Guman To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.