Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مزہ لمس کا بے زبانی میں تھا

مظہر امام

مزہ لمس کا بے زبانی میں تھا

عجب ذائقہ خوش گمانی میں تھا

مری وسعتوں کو کہاں جانتا

وہ محو اپنی ہی بے کرانی میں تھا

مٹاتے رہے اولیں یاد کو

کہ جو نقش تھا نقش ثانی میں تھا

بہت دیر تک لوگ ساحل پہ تھے

سفینہ مرا جب روانی میں تھا

ہمیں سے نہ آداب برتے گئے

سلیقہ بہت میزبانی میں تھا

مئے کہنہ میں تھا نشہ در نشہ

مگر جو مزہ تازہ پانی میں تھا

ہمیں وہ ہمیں سے جدا کر گیا

بڑا ظلم اس مہربانی میں تھا

سفر میں اچانک سبھی رک گئے

عجب موڑ اپنی کہانی میں تھا

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha

Mazhar Imam

maza lams ka be-zabani mein tha
ajab zaiqa KHush-gumani mein tha

meri wusaton ko kahan jaanta
wo mahw apni hi be-karani mein tha

miTate rahe awwalin yaad ko
ki jo naqsh tha naqsh-e-sani mein tha

bahut der tak log sahil pe the
safina mera jab rawani mein tha

hamin se na aadab barte gae
saliqa bahut mezbani mein tha

mai-e-kohna mein tha nasha-dar-nasha
magar jo maza taza pani mein tha

hamein wo hamin se juda kar gaya
baDa zulm is mehrbani mein tha

safar mein achanak sabhi ruk gae
ajab moD apni kahani mein tha

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha written by Mazhar Imam at UrduPoint. Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maza Lams Ka Be-zabani Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.