Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai, Urdu Ghazal By Meer Shams Ud Deen Faiz

Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Shams Ud Deen Faiz. Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے پیش نظر اس یار کی پیشانی ہے

میر شمس الدین فیض

جب سے پیش نظر اس یار کی پیشانی ہے

صورت آئینہ حاصل مجھے حیرانی ہے

خلعت بادشہی خلعت عریانی ہے

سرد سامان مرا بے سرد سامانی ہے

خاکساری کسے کہتے ہیں کوئی کیا جانے

ہم نے مٹی ترے کوچہ کی بہت چھانی ہے

نغمہ سنجی تری اعجاز سے اے غنچہ دہن

مرغ تصویر ہر اک مرغ گلستانی ہے

میر شمس الدین فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai

Meer Shams Ud Deen Faiz

jab se pesh-e-nazar us yar ki peshani hai
surat-e-aina hasil mujhe hairani hai

KHilat-e-baadshahi KHilat-e-uryani hai
sard saman mera be-sard samani hai

KHaksari kise kahte hain koi kya jaane
hum ne miTTi tere kuche ki bahut chhani hai

naghma-e-sanji teri eajaz se ai ghuncha-dahan
murgh-e-taswir har ek murgh-e-gulistani hai

(395) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai written by Meer Shams Ud Deen Faiz at UrduPoint. Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai is one of the masterpieces written by Meer Shams Ud Deen Faiz. You can also find the complete poetry collection of Meer Shams Ud Deen Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Shams Ud Deen Faiz' above.

Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Pesh-e-nazar Us Yar Ki Peshani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.