Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum, Urdu Ghazal By Meer Shams Ud Deen Faiz

Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Shams Ud Deen Faiz. Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو گئے ہیں ان دنوں کچھ عقل سے معذور ہم

میر شمس الدین فیض

ہو گئے ہیں ان دنوں کچھ عقل سے معذور ہم

ہے جو نزدیک اپنے اس کو جانتے ہیں دور ہم

جس نے تعلیم انا الحق دی تجھے روز الست

ہیں اسی استاد کے شاگرد اے منصور ہم

عبدیت کے بھیس میں کچھ ہم سے بن سکتی نہیں

وہ گئے دن جن دنوں رکھتے تھے کچھ مقدور ہم

وائے نادانی کہ ہیں انجام سے کیا بے خبر

دو ہی دن کی زندگی پر ہو گئے مغرور ہم

مسئلہ کیا پوچھتے ہو فیضؔ جبر و قدر کا

مدتوں مختار تھے اب ہو گئے مجبور ہم

میر شمس الدین فیض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum

Meer Shams Ud Deen Faiz

ho gae hain in dinon kuchh aql se mazur hum
hai jo nazdik apne us ko jaante hain dur hum

jis ne talim-e-anal-haq di tujhe roz-e-alast
hain usi ustad ke shagird ai mansur hum

abadiyat ke bhes mein kuchh hum se ban sakti nahin
wo gae din jin dinon rakhte the kuchh maqdur hum

wae-nadani ki hain anjam se kya be-KHabar
do hi din ki zindagi par ho gae maghrur hum

masala kya puchhte ho 'faiz' jabr-o-qadr ka
muddaton muKHtar the ab ho gae majbur hum

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum written by Meer Shams Ud Deen Faiz at UrduPoint. Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum is one of the masterpieces written by Meer Shams Ud Deen Faiz. You can also find the complete poetry collection of Meer Shams Ud Deen Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Shams Ud Deen Faiz' above.

Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Gae Hain In Dinon Kuchh Aql Se Mazur Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.