Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa, Urdu Ghazal By Mehwar Noori

Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehwar Noori. Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب توقع کا سلسلہ ٹوٹا

محور نوری

جب توقع کا سلسلہ ٹوٹا

خوش گمانی کا دائرہ ٹوٹا

نیند ٹوٹی تو خواب ٹوٹ گئے

عکس بکھرا جب آئنہ ٹوٹا

آج پھر جستجو کی موت ہوئی

آج پھر میرا حوصلہ ٹوٹا

تبصرہ زندگی پہ کیا کیجے

جیسے پانی کا بلبلہ ٹوٹا

آج محورؔ ہے اس قدر تنہا

جیسے خود سے بھی رابطہ ٹوٹا

محور نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa

Mehwar Noori

jab tawaqqo ka silsila TuTa
KHush-gumani ka daera TuTa

nind TuTi to KHwab TuT gae
aks bikhra jab aaina TuTa

aaj phir justuju ki maut hui
aaj phir mera hausla TuTa

tabsira zindagi pe kya kije
jaise pani ka bulbula TuTa

aaj 'mahwar' hai is qadar tanha
jaise KHud se bhi rabta TuTa

(522) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa written by Mehwar Noori at UrduPoint. Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa is one of the masterpieces written by Mehwar Noori. You can also find the complete poetry collection of Mehwar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehwar Noori' above.

Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Tawaqqo Ka Silsila TuTa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.