Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar, Urdu Ghazal By Mirza Mohammad Taqi Hawas

Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Mohammad Taqi Hawas. Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہنستے تھے مرے حال کو جو یار دیکھ کر

مرزا محمد تقی ہوسؔ

ہنستے تھے مرے حال کو جو یار دیکھ کر

ان سب نے رو دیا مجھے بیمار دیکھ کر

سب ہم صفیر چھوڑ کے تنہا چلے گئے

کنج قفس میں مجھ کو گرفتار دیکھ کر

کیا جانے کیا غضب ہے یہ جادو بھری نگاہ

غش کر گیا ہوں میں جسے یک بار دیکھ کر

خون جگر کے ساتھ کہیں جی چلا نہ جائے

رونا ذرا تو دیدۂ خوں بار دیکھ کر

اپنے ہوسؔ پہ جب سے کہ تو مہرباں ہوا

جلتے ہیں رات دن اسے اغیار دیکھ کر

مرزا محمد تقی ہوسؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar

Mirza Mohammad Taqi Hawas

hanste the mere haal ko jo yar dekh kar
un sab ne ro diya mujhe bimar dekh kar

sab ham-safir chhoD ke tanha chale gae
kunj-e-qafas mein mujh ko giraftar dekh kar

kya jaane kya ghazab hai ye jadu bhari nigah
ghash kar gaya hun main jise yak bar dekh kar

KHun-e-jigar ke sath kahin ji chala na jae
rona zara tu dida-e-KHun-bar dekh kar

apne 'hawas' pe jab se ki tu mehrban hua
jalte hain raat din use aghyar dekh kar

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mirza Mohammad Taqi Hawas Poetry

You can read Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar written by Mirza Mohammad Taqi Hawas at UrduPoint. Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar is one of the masterpieces written by Mirza Mohammad Taqi Hawas. You can also find the complete poetry collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Mohammad Taqi Hawas' above.

Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hanste The Mere Haal Ko Jo Yar Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.