Najm Bahut Mahtab Bahut, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Mauj Rampuri

Najm Bahut Mahtab Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Mauj Rampuri. Najm Bahut Mahtab Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Najm Bahut Mahtab Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نجم بہت مہتاب بہت

محمد علی موج رام پوری

نجم بہت مہتاب بہت

آنکھیں ہوں تو خواب بہت

پیار ملا جب غیروں سے

یاد آئے احباب بہت

میرے عہد کی آنکھوں میں

نیندیں کم ہیں خواب بہت

کوئی آنے والا ہے

موسم ہے شاداب بہت

مصرف ہو تو ہر لمحہ

زیست کا ہے نایاب بہت

ڈوبنے والوں سے کہہ دو

دریا ہیں پایاب بہت

محمد علی موج رام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Najm Bahut Mahtab Bahut

Mohammad Ali Mauj Rampuri

najm bahut mahtab bahut
aankhen hon to KHwab bahut

pyar mila jab ghairon se
yaad aae ahbab bahut

mere ahd ki aankhon mein
ninden kam hain KHwab bahut

koi aane wala hai
mausam hai shadab bahut

masraf ho to har lamha
zist ka hai nayab bahut

Dubne walon se kah do
dariya hain payab bahut

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Najm Bahut Mahtab Bahut written by Mohammad Ali Mauj Rampuri at UrduPoint. Najm Bahut Mahtab Bahut is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Mauj Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Mauj Rampuri' above.

Najm Bahut Mahtab Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Najm Bahut Mahtab Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.