Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Hazim Hassan

Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Hazim Hassan. Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے بیگانوں میں میں نے فرق کچھ پایا نہیں

محمد حازم حسان

اپنے بیگانوں میں میں نے فرق کچھ پایا نہیں

اس لئے لب پر کوئی شکوہ کبھی لایا نہیں

آسمان دل پہ بادل غم کا یوں چھایا رہا

ہاں مگر آنکھوں سے میں نے اس کو برسایا نہیں

خوش گواری کا تأثر آ گیا چہرہ پہ یوں

زخم جو دل پر لگا تھا وہ تو بھر پایا نہیں

تم نے غیروں کے لئے مجھ سے کیا جنگ و جدل

میرے اخلاص و وفا نے تم کو تڑپایا نہیں

اپنی محرومی کا میں کیوں کر کروں شکوہ بتا

جانتا ہوں رات کا ہوتا کوئی سایا نہیں

سیر تن کی وادیوں کی تو کیا وہ بار بار

روح کی گہرائیوں میں پر اتر پایا نہیں

کیسی قربت وصل کیا اور کیا قرار جان و دل

وقت نے سب کچھ دیا میں نے مگر پایا نہیں

کیسی الفت پیار کیسا اور کیا مہر و وفا

شہر میں میرے تو ایسی شے کوئی لایا نہیں

محمد حازم حسان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin

Mohammad Hazim Hassan

apne beganon mein main ne farq kuchh paya nahin
is liye lab par koi shikwa kabhi laya nahin

aasman-e-dil pe baadal gham ka yun chhaya raha
han magar aankhon se main ne us ko barsaya nahin

KHush-gawari ka tassur aa gaya chehre pe yun
zaKHm jo dil par laga tha wo to bhar paya nahin

tum ne ghairon ke liye mujh se kiya jang-o-jadal
mere iKHlas-o-wafa ne tum ko taDpaya nahin

apni mahrumi ka main kyun kar karun shikwa bata
jaanta hun raat ka hota koi saya nahin

sair-tan ki wadiyon ki to kiya wo bar bar
ruh ki gahraiyon mein par utar paya nahin

kaisi qurbat wasl kya aur kya qarar-e-jaan-o-dil
waqt ne sab kuchh diya main ne magar paya nahin

kaisi ulfat pyar kaisa aur kya mehr-o-wafa
shahr mein mere to aisi shai koi laya nahin

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin written by Mohammad Hazim Hassan at UrduPoint. Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Hazim Hassan. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Hazim Hassan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Hazim Hassan' above.

Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Beganon Mein Maine Farq Kuchh Paya Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.