Aazad Jahan Se Ho Gae Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Munzir Raza

Aazad Jahan Se Ho Gae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Munzir Raza. Aazad Jahan Se Ho Gae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aazad Jahan Se Ho Gae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آزاد جہاں سے ہو گئے ہیں

محمد منذر رضا

آزاد جہاں سے ہو گئے ہیں

زیبائی میں اس کی کھو گئے ہیں

پھر رہ نہ سکے صبا کے چلتے

پھر گل کی باس کو گئے ہیں

اب سلسلہ دیکھنا نمو کا

ہم باغ میں اشک بو گئے ہیں

آنے والوں سے کیا بتائیں

تھے کتنے عزیز جو گئے ہیں

چاہیں بھی تو بزم میں نہ رو پائیں

تنہائی میں اتنا رو گئے ہیں

بس ہم رہے نسبتوں میں گڑ کر

آزاد تھے لوگ سو گئے ہیں

اس گل کے نفس کہ تھے نسیمی

پتوں سے غبار دھو گئے ہیں

محمد منذر رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aazad Jahan Se Ho Gae Hain

Mohammad Munzir Raza

aazad jahan se ho gae hain
zebai mein us ki kho gae hain

phir rah na sake saba ke chalte
phir gul ki bas ko gae hain

ab silsila dekhna numu ka
hum bagh mein ashk bo gae hain

aane walon se kya bataen
the kitne aziz jo gae hain

chahen bhi to bazm mein na ro paen
tanhai mein itna ro gae hain

bas hum rahe nisbaton mein gaD kar
aazad the log so gae hain

us gul ke nafas ki the nasimi
patton se ghubar dho gae hain

(414) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aazad Jahan Se Ho Gae Hain written by Mohammad Munzir Raza at UrduPoint. Aazad Jahan Se Ho Gae Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Munzir Raza. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Munzir Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Munzir Raza' above.

Aazad Jahan Se Ho Gae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aazad Jahan Se Ho Gae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.