Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Sadiq Qamar

Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Sadiq Qamar. Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سبز پتوں کو جو ترستے ہیں

محمد صادق قمر

سبز پتوں کو جو ترستے ہیں

ان درختوں پہ کاش پھل دیکھوں

اے غم دل اگر اجازت ہو

دو گھڑی کے لئے سنبھل دیکھوں

میں کہ سائے کو بھی ترستا ہوں

خواب میں نت نیا محل دیکھوں

ظلم کا ذائقہ تو ہو معلوم

کیوں نہ اک پھول کو مسل دیکھوں

شاید اپنا سراغ مل جائے

دشت تنہائی سے نکل دیکھوں

پھر سنبھالے نہیں سنبھلتا دل

اس کی جانب جو ایک پل دیکھوں

محمد صادق قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain

Mohammad Sadiq Qamar

sabz patton ko jo taraste hain
un daraKHton pe kash phal dekhun

ai gham-e-dil agar ijazat ho
do-ghaDi ke liye sambhal dekhun

main ki sae ko bhi tarasta hun
KHwab mein nit-naya mahal dekhun

zulm ka zaiqa to ho malum
kyun na ek phul ko masal dekhun

shayad apna suragh mil jae
dasht-e-tanhai se nikal dekhun

phir sambhaale nahin sambhalta dil
us ki jaanib jo ek pal dekhun

(477) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain written by Mohammad Sadiq Qamar at UrduPoint. Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Sadiq Qamar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Sadiq Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Sadiq Qamar' above.

Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sabz Patton Ko Jo Taraste Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.