Zehn Jab Be-asas Hota Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Tariq Ghazi

Zehn Jab Be-asas Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Tariq Ghazi. Zehn Jab Be-asas Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Jab Be-asas Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن جب بے اساس ہوتا ہے

محمد طارق غازی

ذہن جب بے اساس ہوتا ہے

شہر کا شہر اداس ہوتا ہے

دس صدی بعد یہ بھی دیکھ لیا

کون یوں نا سپاس ہوتا ہے

آئنے پر جلا نہ ہو تو کہاں

نور کا انعکاس ہوتا ہے

دل میں ابلیس ہو تو دانش پر

جہل کا التباس ہوتا ہے

اس سے ہریالی دور کر دو تو

سبزہ بس زرد گھاس ہوتا ہے

سارے بت نکلیں تب کہیں یہ دل

ایشور کا نواس ہوتا ہے

ایک ہی دوارے جو نوائے سیس

وہ منش سچا داس ہوتا ہے

اس کی مہما کا اور چھور نہیں

داس بن کیوں نراس ہوتا ہے

اک نواگر کا درد بانٹنے کو

چاند بھی آس پاس ہوتا ہے

سوچ کے جسم پر کتاں سے خفی

چاندنی کا لباس ہوتا ہے

محمد طارق غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Jab Be-asas Hota Hai

Mohammad Tariq Ghazi

zehn jab be-asas hota hai
shahr ka shahr udas hota hai

das sadi ba'd ye bhi dekh liya
kaun yun na-sipas hota hai

aaine par jila na ho to kahan
nur ka inikas hota hai

dil mein iblis ho to danish par
jahl ka iltibas hota hai

us se hariyali dur kar do to
sabza bas zard ghas hota hai

sare but niklen tab kahen ye dil
ishwar ka niwas hota hai

ek hi dware jo nawae sis
wo manush sachcha das hota hai

us ki mahima ka or chhor nahin
das ban kyon niras hota hai

ek nawa-gar ka dard banTne ko
chand bhi aas-pas hota hai

soch ke jism par katan se KHafi
chandni ka libas hota hai

(625) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zehn Jab Be-asas Hota Hai written by Mohammad Tariq Ghazi at UrduPoint. Zehn Jab Be-asas Hota Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Tariq Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Tariq Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Tariq Ghazi' above.

Zehn Jab Be-asas Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Jab Be-asas Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.