Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein, Urdu Ghazal By Mohammad Usmaan Arif

Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Usmaan Arif. Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھا تھا کس نظر سے تم نے ہنسی ہنسی میں

محمد عثمان عارف

دیکھا تھا کس نظر سے تم نے ہنسی ہنسی میں

اک درد مستقل ہے اب میری زندگی میں

کعبہ بھی بت کدہ بھی ہے راہ بندگی میں

یہ منزلیں ہیں کیسی دشوار عاشقی میں

اے دوست یاد ان کی اب تک رلا رہی ہے

دو دن جو مل گئے تھے ہنسنے کو زندگی میں

اک بات پر ہماری الجھن میں پڑ گئے تم

دنیا نہ جانے کیا کیا کرتی ہے دوستی میں

جب ہوش میں رہا میں چھپتے رہے وہ مجھ سے

پردے ہٹا دیے سب دیکھا جو بے خودی میں

اے میری شام فرقت یوں دل نہیں بہلتا

کچھ اور روشنی کر تاروں کی روشنی میں

منزل پہ مجھ کو لا کر دامن جھٹک رہے ہو

یاد آئے گا مجھے یہ احسان زندگی میں

دور خزاں سے اب تو بہلا رہا ہوں دل کو

کانٹوں میں پھنس گیا ہوں پھولوں کی دوستی میں

تو ان کے سامنے ہو وہ تیرے سامنے ہوں

ایسا بھی ایک سجدہ عارفؔ ہو بے خودی میں

محمد عثمان عارف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein

Mohammad Usmaan Arif

dekha tha kis nazar se tum ne hansi hansi mein
ek dard-e-mustaqil hai ab meri zindagi mein

kaba bhi but-kada bhi hai rah-e-bandagi mein
ye manzilen hain kaisi dushwar aashiqi mein

ai dost yaad un ki ab tak rula rahi hai
do din jo mil gae the hansne ko zindagi mein

ek baat par hamari uljhan mein paD gae tum
duniya na jaane kya kya karti hai dosti mein

jab hosh mein raha main chhupte rahe wo mujh se
parde haTa diye sab dekha jo be-KHudi mein

ai meri sham-e-furqat yun dil nahin bahalta
kuchh aur raushni kar taron ki raushni mein

manzil pe mujh ko la kar daman jhaTak rahe ho
yaad aaega mujhe ye ehsan zindagi mein

daur-e-KHizan se ab to bahla raha hun dil ko
kanTon mein phans gaya hun phulon ki dosti mein

tu un ke samne ho wo tere samne hon
aisa bhi ek sajda 'arif' ho be-KHudi mein

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein written by Mohammad Usmaan Arif at UrduPoint. Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein is one of the masterpieces written by Mohammad Usmaan Arif. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Usmaan Arif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Usmaan Arif' above.

Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekha Tha Kis Nazar Se Tumne Hansi Hansi Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.