Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai, Urdu Ghazal By Moin Shadab

Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Shadab. Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف پرکھوں کے حوالوں سے نہیں چلتا ہے

معین شاداب

صرف پرکھوں کے حوالوں سے نہیں چلتا ہے

کام مانگے کے اجالوں سے نہیں چلتا ہے

بعض اوقات اندھیروں کی طلب ہوتی ہے

کام ہر وقت اجالوں سے نہیں چلتا ہے

عشق کے بیچ میں تو عقل کہاں لے آیا

یار بزنس یہ دلالوں سے نہیں چلتا ہے

بھائی شادابؔ سنو شعر و سخن کا دفتر

صرف محبوب کے گالوں سے نہیں چلتا ہے

معین شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai

Moin Shadab

sirf purkhon ke hawalon se nahin chalta hai
kaam mange ke ujalon se nahin chalta hai

baz auqat andheron ki talab hoti hai
kaam har-waqt ujalon se nahin chalta hai

ishq ke beach mein tu aql kahan le aaya
yar business ye dalalon se nahin chalta hai

bhai'shadab' suno sher-o-suKHan ka daftar
sirf mahbub ke galon se nahin chalta hai

(553) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai written by Moin Shadab at UrduPoint. Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai is one of the masterpieces written by Moin Shadab. You can also find the complete poetry collection of Moin Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Shadab' above.

Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sirf Purkhon Ke Hawalon Se Nahin Chalta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.