Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue, Urdu Ghazal By Mubeen Mirza

Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubeen Mirza. Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ آہ کرتے ہوئے اور نہ واہ کرتے ہوئے

مبین مرزا

نہ آہ کرتے ہوئے اور نہ واہ کرتے ہوئے

جئیں گے ضبط کو اپنی پناہ کرتے ہوئے

وہ ایک رنگ جو چھلکے گا اس کی آنکھوں سے

وہ جیت لے گا مجھے اک نگاہ کرتے ہوئے

بدل بھی سکتی ہے دنیا یہ جانتا ہوں مگر

میں ہار جاؤں گا اس سے نباہ کرتے ہوئے

میں سب حساب رکھوں گا سفیدیوں سے پرے

اب اپنی فرد عمل کو سیاہ کرتے ہوئے

ترے بغیر مجھے زندگی نہ راس آئی

سو جی رہا ہوں میں خود کو تباہ کرتے ہوئے

مبین مرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue

Mubeen Mirza

na aah karte hue aur na wah karte hue
jiyenge zabt ko apni panah karte hue

wo ek rang jo chhalkega us ki aankhon se
wo jit lega mujhe ek nigah karte hue

badal bhi sakti hai duniya ye jaanta hun magar
main haar jaunga us se nibah karte hue

main sab hisab rakhunga safediyon se pare
ab apni fard-e-amal ko siyah karte hue

tere baghair mujhe zindagi na ras aai
so ji raha hun main KHud ko tabah karte hue

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue written by Mubeen Mirza at UrduPoint. Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue is one of the masterpieces written by Mubeen Mirza. You can also find the complete poetry collection of Mubeen Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubeen Mirza' above.

Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Aah Karte Hue Aur Na Wah Karte Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.