Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mudita Rastogi

Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mudita Rastogi. Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ عاشق ہے مگر میرا نہیں ہے

مدتا رستوگی

وہ عاشق ہے مگر میرا نہیں ہے

کے اس کے عشق میں نقطہ نہیں ہے

ہمیں خود سے محبت ہو گئی ہے

ہمارے گھر میں آئینہ نہیں ہے

ابھی سے کیوں یہ پلکیں جھک رہی ہیں

ابھی ہم نے اسے سوچا نہیں ہے

ارے مجنوں سلیقے سے جنوں کر

یہ تیرا پرسنل صحرا نہیں ہے

مدتا رستوگی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai

Mudita Rastogi

wo aashiq hai magar mera nahin hai
ke us ke ishq mein nuqta nahin hai

hamein KHud se mohabbat ho gai hai
hamare ghar mein aaina nahin hai

abhi se kyun ye palken jhuk rahi hain
abhi hum ne use socha nahin hai

are majnun saliqe se junun kar
ye tera personal sahra nahin hai

(481) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai written by Mudita Rastogi at UrduPoint. Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mudita Rastogi. You can also find the complete poetry collection of Mudita Rastogi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mudita Rastogi' above.

Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Aashiq Hai Magar Mera Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.