Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin, Urdu Ghazal By Mujeeb Shehzar

Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mujeeb Shehzar. Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے اسیر عشق تجھ کو اس کا اندازہ نہیں

مجیب شہزر

اے اسیر عشق تجھ کو اس کا اندازہ نہیں

یہ وہ کمرہ ہے کہ جس کا کوئی دروازہ نہیں

یہ تری معصومیت یہ دلبری یہ سادگی

مانگ میں افشاں نہیں رخسار پر غازہ نہیں

عشق میں کس کو ہوا ہے فیض ایسا کون ہے

کون ہے ایسا اٹھایا جس نے خمیازہ نہیں

کر سکے گا وہ بھلا کیا میرے زخموں کا علاج

زخم کی گہرائی کا بھی جس کو اندازہ نہیں

یہ ترا بشاش چہرہ یہ تری خندہ لبی

وقت نے شہزرؔ دیا کیا تجھ کو غم تازہ نہیں

مجیب شہزر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin

Mujeeb Shehzar

ai asir-e-ishq tujh ko is ka andaza nahin
ye wo kamra hai ki jis ka koi darwaza nahin

ye teri masumiyat ye dilbari ye sadgi
mang mein afshan nahin ruKHsar par ghaza nahin

ishq mein kis ko hua hai faiz aisa kaun hai
kaun hai aisa uThaya jis ne KHamyaza nahin

kar sakega wo bhala kya mere zaKHmon ka ilaj
zaKHm ki gahrai ka bhi jis ko andaza nahin

ye tera bashshash chehra ye tari KHanda-labi
waqt ne 'shahzar' diya kya tujh ko gham taza nahin

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin written by Mujeeb Shehzar at UrduPoint. Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin is one of the masterpieces written by Mujeeb Shehzar. You can also find the complete poetry collection of Mujeeb Shehzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mujeeb Shehzar' above.

Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Asir-e-ishq Tujhko Is Ka Andaza Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.