Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mumtaz Ahmad Khan Khushtar

Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Ahmad Khan Khushtar. Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو میری حالت پہ ہنس رہے ہیں مجھے کچھ ان سے گلا نہیں ہے

ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

جو میری حالت پہ ہنس رہے ہیں مجھے کچھ ان سے گلا نہیں ہے

وہ نا سمجھ ہیں سمجھ رہے ہیں کہ جیسے میرا خدا نہیں ہے

خلوص ادھر بھی ہو اور ادھر بھی تو دل سے پھر دل جدا نہیں ہے

میں ان کو چاہوں وہ مجھ سے روٹھیں کبھی تو ایسا ہوا نہیں ہے

جھکائیے دل کو سر سے پہلے کہ لطف حاصل ہو زندگی کا

نہ ہو اگر عجز بندگی میں تو بندگی کا مزا نہیں ہے

برائیاں ہی برائیاں ہیں برائیوں کا جہاں ہے سارا

بروں سے دامن بچائیں کیوں کر بروں کے دامن میں کیا نہیں ہے

یہ میں نے مانا کہ زندگی میں حوادثات جہاں بھی کچھ ہیں

مگر ہے مجھ پر کرم بھی ان کا نصیب میرا برا نہیں ہے

نظام دنیا بدل ہی دے گی اسے سمجھنا ندائے غیبی

صدائے تکبیر جو ہماری ہے یہ ہماری صدا نہیں ہے

گل و شجر پر ہے مردنی سی فضا پہ چھایا ہوا ہے ماتم

یہ تجھ کو کیا ہو گیا ہے بلبل جو آج نغمہ سرا نہیں ہے

پتہ ہی ملتا نہیں کچھ اس کا ہمیں تو بازار زندگی میں

تو کیا جہان خراب میں اب کہیں بھی جنس وفا نہیں ہے

جہاں سے ہے رابطہ جہاں تک جہاں ہمارا جہاں کے دم ہیں

یہ کیسے کہہ دیں کہ زندگی میں کسی سے کچھ واسطہ نہیں ہے

ہجوم عصیاں سے کچھ نہیں ڈر سمجھ چکا ہوں بہ روز محشر

ہے اس کی رحمت کا سایہ سر پر تو کیوں کہوں آسرا نہیں ہے

جو آ ہی بیٹھا ہے آج خوشترؔ تو ہو کے جائے گا خوش سے خوش تر

تمہارے در سے اٹھے یہ کیوں کر ابھی تو دامن بھرا نہیں ہے

ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar

jo meri haalat pe hans rahe hain mujhe kuchh un se gila nahin hai
wo na-samajh hain samajh rahe hain ki jaise mera KHuda nahin hai

KHulus idhar bhi ho aur udhar bhi to dil se phir dil juda nahin hai
main un ko chahun wo mujh se ruThen kabhi to aisa hua nahin hai

jhukaiye dil ko sar se pahle ki lutf hasil ho zindagi ka
na ho agar ijz bandagi mein to bandagi ka maza nahin hai

buraiyan hi buraiyan hain buraiyon ka jahan hai sara
buron se daman bachaen kyun kar buron ke daman mein kya nahin hai

ye main ne mana ki zindagi mein hawadisat-e-jahan bhi kuchh hain
magar hai mujh par karam bhi un ka nasib mera bura nahin hai

nizam-e-duniya badal hi degi use samajhna nida-e-ghaibi
sada-e-takbir jo hamari hai ye hamari sada nahin hai

gul-o-shajar par hai murdani si faza pe chhaya hua hai matam
ye tujh ko kya ho gaya hai bulbul jo aaj naghma-sara nahin hai

pata hi milta nahin kuchh us ka hamein to bazar-e-zindagi mein
to kya jahan-e-KHarab mein ab kahin bhi jins-e-wafa nahin hai

jahan se hai rabta jahan tak jahan hamara jahan ke dam hain
ye kaise kah den ki zindagi mein kisi se kuchh wasta nahin hai

hujum-e-isyan se kuchh nahin Dar samajh chuka hun ba-roz-e-mahshar
hai us ki rahmat ka saya sar par to kyun kahun aasra nahin hai

jo aa hi baiTha hai aaj 'KHushtar' to ho ke jaega KHush se KHush-tar
tumhaare dar se uThe ye kyunkar abhi to daman bhara nahin hai

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Poetry

غم و کرب و الم سے دور اپنی زندگی کیوں ہو

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Gham-o-karb-o-alam Se Dur Apni Zindagi Kyun Ho

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

اسی کو ہم سمجھ لیتے ہیں اپنا سادگی دیکھو (ردیف .. ے)

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Usi Ko Hum Samajh Lete Hain Apna Sadgi Dekho

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

مسرت کا ہمیشہ ایک ہی عالم نہیں ہوتا

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Masarrat Ka Hamesha Ek Hi Aalam Nahin Hota

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

تلاش صورت تسکیں نہ کر اوہام ہستی میں (ردیف .. ے)

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Talash-e-surat-e-taskin Na Kar Auham-hasati Mein

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

جنون عشق کی یہ فتنہ سامانی نہیں جاتی

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Junun-e-ishq Ki Ye Fitna-samani Nahin Jati

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

جب سے فریب زیست میں آنے لگا ہوں میں

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Jab Se Fareb-e-zist Mein Aane Laga Hun Main

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

جو میری حالت پہ ہنس رہے ہیں مجھے کچھ ان سے گلا نہیں ہے

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

غبار زندگی میں لیلیٰ مقصود کیا معنی (ردیف .. ن)

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar - ممتاز احمد خاں خوشتر کھنڈوی

Ghubar-e-zindagi Mein Laila-e-maqsud Kya Mani

Mumtaz Ahmad Khan Khushtar Urdu Poetry

You can read Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai written by Mumtaz Ahmad Khan Khushtar at UrduPoint. Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mumtaz Ahmad Khan Khushtar. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Ahmad Khan Khushtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Ahmad Khan Khushtar' above.

Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.