Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale, Urdu Ghazal By Munawwar Hashmi

Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Hashmi. Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم اپنی جاگتی آنکھوں میں خواب لے کے چلے

منور ہاشمی

ہم اپنی جاگتی آنکھوں میں خواب لے کے چلے

وہ کیا سوال تھے جن کے جواب لے کے چلے

پہن لی کرب کی پوشاک راہ ہستی میں

ہم اپنے واسطے خود ہی عذاب لے کے چلے

یہ اور بات کے جگنو اسیر کر نہ سکے

ہتھیلیوں پہ مگر آفتاب لے کے چلے

ورق ورق پہ سجائی ہے خون کی تحریر

کہ شعر شعر نیا انتخاب لے کے چلے

جدھر جدھر سے بھی گزرے بچھا دیا سیلاب

ہم اشک لے کے چلے یا چناب لے کے چلے

انہی کے ہاتھ منورؔ لہولہان ہوئے

جو لوگ میرے چمن سے گلاب لے کے چلے

منور ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale

Munawwar Hashmi

hum apni jagti aankhon mein KHwab le ke chale
wo kya sawal the jin ke jawab le ke chale

pahan li karb ki poshak rah-e-hasti mein
hum apne waste KHud hi azab le ke chale

ye aur baat ke jugnu asir kar na sake
hatheliyon pe magar aaftab le ke chale

waraq waraq pe sajai hai KHun ki tahrir
ki sher sher naya intiKHab le ke chale

jidhar jidhar se bhi guzre bichha diya sailab
hum ashk le ke chale ya chanab le ke chale

unhi ke hath 'munawar' lahuluhan hue
jo log mere chaman se gulab le ke chale

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale written by Munawwar Hashmi at UrduPoint. Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale is one of the masterpieces written by Munawwar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Hashmi' above.

Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Apni Jagti Aankhon Mein KHwab Le Ke Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.