Hum To Ja Chuke Jaanan, Urdu Nazam By Munawwar Jameel

Hum To Ja Chuke Jaanan is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Munawwar Jameel. Hum To Ja Chuke Jaanan comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Hum To Ja Chuke Jaanan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم تو جا چکے جاناں

منور جمیل

اب یہ کیسی الجھن ہے

اب یہ کیسا جھگڑا ہے

بات تھی محبت کی

اور تم محبت پر

ایک ہی محبت پر

کب یقین رکھتے تھے

تم تو ہر گھڑی اپنی

دلبرانہ آنکھوں میں

اک نئی رفاقت کا خواب لے کے اٹھتے تھے

اور اپنی شاموں میں

اپنے خواب و خواہش کے

بے لباس جذبوں کو

شوق سے سجاتے تھے

اور ایسے عالم میں

جسم و جاں کے موسم میں

ایک ہم ہی الجھن تھے

ہم تو جا چکے جاناں

دل پہ بے وفائی کے

زخم کھا چکے جاناں

اب یہ کیسی الجھن ہے

اب یہ کیسا جھگڑا ہے

منور جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum To Ja Chuke Jaanan

Munawwar Jameel

ab ye kaisi uljhan hai
ab ye kaisa jhagDa hai
baat thi mohabbat ki
aur tum mohabbat par
ek hi mohabbat par
kab yaqin rakhte the
tum to har ghaDi apni
dil-barana aankhon mein
ek nai rifaqat ka KHwab le ke uThte the
aur apni shamon mein
apne KHwab-o-KHwahish ke
be-libas jazbon ko
shauq se sajate the
aur aise aalam mein
jism-o-jaan ke mausam mein
ek hum hi uljhan the
hum to ja chuke jaanan
dil pe bewafai ke
zaKHm kha chuke jaanan
ab ye kaisi uljhan hai
ab ye kaisa jhagDa hai

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum To Ja Chuke Jaanan written by Munawwar Jameel at UrduPoint. Hum To Ja Chuke Jaanan is one of the masterpieces written by Munawwar Jameel. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Jameel' above.

Hum To Ja Chuke Jaanan is a widely read Urdu Nazam. If you like Hum To Ja Chuke Jaanan, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.