Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزار شکر کہ اندیشۂ مآل گیا

منور لکھنوی

ہزار شکر کہ اندیشۂ مآل گیا

کوئی کسی سے جو کہنے کو دل کا حال گیا

کہاں کہاں نہیں دونوں کو دسترس حاصل

وہیں نگاہ بھی پہنچی جہاں خیال گیا

جواب میں نہ کھلیں لب تو کیا علاج اس کا

ہنسی ہنسی میں کوئی میری بات ٹال گیا

عجب تھیں فلسفیٔ نامراد کی باتیں

یقیں کے ساتھ مرے دل میں شک بھی ڈال گیا

قدم قدم پہ ہوئے ہوش گم منورؔ کے

تلاش دوست کا سودا گیا خیال گیا

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya

Munawwar Lakhnavi

hazar shukr ki andesha-e-maal gaya
koi kisi se jo kahne ko dil ka haal gaya

kahan kahan nahin donon ko dastaras hasil
wahin nigah bhi pahunchi jahan KHayal gaya

jawab mein na khulen lab to kya ilaj us ka
hansi hansi mein koi meri baat Tal gaya

ajab thin falsafi-e-na-murad ki baaten
yaqin ke sath mere dil mein shak bhi Dal gaya

qadam qadam pe hue hosh gum 'munawar' ke
talash-e-dost ka sauda gaya KHayal gaya

(585) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Shukr Ki Andesha-e-maal Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.