Hindostan Mein Urdu, Urdu Nazam By Muneebur Rahman

Hindostan Mein Urdu is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muneebur Rahman. Hindostan Mein Urdu comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Hindostan Mein Urdu on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہندوستان میں اردو

منیب الرحمن

دن دہاڑے لفظ کو بازار میں

قتل کر ڈالا گیا

یہ خبر تم نے سنی

یہ خبر میں نے سنی

اور سن کر چپ رہے

مرنے والے کا کوئی وارث نہ تھا

اس لیے حکام نے مقتول کی بے نام لاش

مردہ گھر کو بھیج دی

پھر خدا معلوم اس کا کیا ہوا

ایک دن کچھ سر پھرے

ڈھونڈھنے نکلے لغت کے مقبرے

تو اچانک ان کو یہ کتبہ ملا

سب سے پہلے لفظ تھا

منیب الرحمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hindostan Mein Urdu

Muneebur Rahman

din-dahaDe lafz ko bazar mein
qatl kar Dala gaya
ye KHabar tum ne suni
ye KHabar main ne suni
aur sun kar chup rahe
marne wale ka koi waris na tha
is liye hukkaam ne maqtul ki be-nam lash
murda-ghar ko bhej di
phir KHuda malum us ka kya hua
ek din kuchh sar-phire
DhunDhne nikle lughat ke maqbare
to achanak un ko ye katba mila
sab se pahle lafz tha

(573) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hindostan Mein Urdu written by Muneebur Rahman at UrduPoint. Hindostan Mein Urdu is one of the masterpieces written by Muneebur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Muneebur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneebur Rahman' above.

Hindostan Mein Urdu is a widely read Urdu Nazam. If you like Hindostan Mein Urdu, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.