Band Darichon Mein Zindagi, Urdu Nazam By Muneer Ahmad Firdaus

Band Darichon Mein Zindagi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muneer Ahmad Firdaus. Band Darichon Mein Zindagi comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Band Darichon Mein Zindagi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بند دریچوں میں زندگی

منیر احمد فردوس

بند دریچے، جو کبھی بند نہیں ہوتے

جہاں کرنوں کے جھانکنے پر پہرے ہیں

اندھیری کوٹھریوں میں زباں خاموش، جسم بولتے ہیں

جب کوئی خواہش زادہ اپنی برہنہ خواہش لئے

کسی بند دریچے کا رخ کرتا ہے

تو پاکیزگی اور پیراہن

کونے میں بیٹھ کر بین کرتے ہیں

زخم آلود جسم کے اندر چیخیں کہرام برپا کر دیتی ہیں

اتنی نحیف چیخیں

کہ کسی کان پر وہ دستک نہیں دے پاتیں

روز ان گنت جسم تڑپتے ہیں

اور ان میں ڈھیروں خواہشیں دفن کی جاتی ہیں

منیر احمد فردوس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Band Darichon Mein Zindagi

Muneer Ahmad Firdaus

band dariche, jo kabhi band nahin hote
jahan kirnon ke jhankne par pahre hain
andheri koThariyon mein zaban KHamosh, jism bolte hain
jab koi KHwahish-zada apni barahna KHwahish liye
kisi band dariche ka ruKH karta hai
to pakizgi aur pairahan
kone mein baiTh kar bain karte hain
zaKHm-alud jism ke andar chiKHen kohram barpa kar deti hain
itni nahif chiKHen
ki kisi kan par wo dastak nahin de patin
roz an-ginat jism taDapte hain
aur un mein Dheron KHwahishen dafn ki jati hain

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Band Darichon Mein Zindagi written by Muneer Ahmad Firdaus at UrduPoint. Band Darichon Mein Zindagi is one of the masterpieces written by Muneer Ahmad Firdaus. You can also find the complete poetry collection of Muneer Ahmad Firdaus by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Ahmad Firdaus' above.

Band Darichon Mein Zindagi is a widely read Urdu Nazam. If you like Band Darichon Mein Zindagi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.