AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae, Urdu Ghazal By Muneer Shikohabadi

AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Shikohabadi. AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آخر کو راہ عشق میں ہم سر کے بل گئے

منیرؔ شکوہ آبادی

آخر کو راہ عشق میں ہم سر کے بل گئے

مشکل میں ہاتھ پاؤں ہمارے نکل گئے

کس کس کو یاد کر کے کوئی روئے اے فلک

آنکھوں کے آگے لاکھ زمانے بدل گئے

عشاق لکھنؤ کی کشش دیکھ اے مسیح

لندن کے خوب رو بھی فرنگی محل گئے

اپنا سراغ پوچھتے پھرتے ہیں موت سے

آفت زدوں کے ہجر میں نقشے بدل گئے

بدلو ردیف اور پڑھو شعر اے منیرؔ

کیا فائدہ جو اس کے قوافی بدل گئے

منیرؔ شکوہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae

Muneer Shikohabadi

aaKHir ko rah-e-ishq mein hum sar ke bal gae
mushkil mein hath panw hamare nikal gae

kis kis ko yaad kar ke koi roe ai falak
aankhon ke aage lakh zamane badal gae

ushshaq-e-lucknow ki kashish dekh ai masih
london ke KHub-ru bhi farangi-mahal gae

apna suragh puchhte phirte hain maut se
aafat-zadon ke hijr mein naqshe badal gae

badlo radif aur paDho sher ai 'munir'
kya faeda jo us ke qawafi badal gae

(356) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae written by Muneer Shikohabadi at UrduPoint. AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae is one of the masterpieces written by Muneer Shikohabadi. You can also find the complete poetry collection of Muneer Shikohabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Shikohabadi' above.

AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like AaKHir Ko Rah-e-ishq Mein Hum Sar Ke Bal Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.