BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha, Urdu Ghazal By Muneer Shikohabadi

BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Shikohabadi. BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑھ چلا عشق تو دل چھوڑ کے دنیا اٹھا

منیرؔ شکوہ آبادی

بڑھ چلا عشق تو دل چھوڑ کے دنیا اٹھا

خود بخود جوش مے ناب سے شیشہ اٹھا

دست نازک سے زر گل کا بھی اٹھنا ہے محال

یہ تو فرمائیے کس وجہ سے توڑا اٹھا

جب پکارے لب جاں بخش سے وہ مر گئے ہم

نا توانوں سے نہ بار دم عیسیٰ اٹھا

خاکساروں میں نہیں ایسے کسی کی توقیر

قد آدم مری تعظیم کو سایا اٹھا

یاد اس بت کی نمازوں میں جو آئی مجھ کو

تپش شوق سے ہر بار میں بیٹھا اٹھا

منیرؔ شکوہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha

Muneer Shikohabadi

baDh chala ishq to dil chhoD ke duniya uTTha
KHud-baKHud josh-e-mai-e-nab se shisha uTTha

dast-e-nazuk se zar-e-gul ka bhi uThna hai muhaal
ye to farmaiye kis wajh se toDa uTTha

jab pukare lab-e-jaan-baKHsh se wo mar gae hum
na-tawanon se na bar-e-dam-e-isa uTTha

KHaksaron mein nahin aise kisi ki tauqir
qadd-e-adam meri tazim ko saya uTTha

yaad us but ki namazon mein jo aai mujh ko
tapish-e-shauq se har bar main baiTha uTTha

(359) ووٹ وصول ہوئے

You can read BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha written by Muneer Shikohabadi at UrduPoint. BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha is one of the masterpieces written by Muneer Shikohabadi. You can also find the complete poetry collection of Muneer Shikohabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Shikohabadi' above.

BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDh Chala Ishq To Dil ChhoD Ke Duniya UTTha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.